90s – King
Singer | King |
Music | Shahbeats |
Song Writer | King |
90s LYRICS
(Pre-Chorus)
I feel nobody without me – (3.T repeat)
I just need myself!
(HOOK)
We feel like 90s
Jawaan hai saare
Aankhon mein duniya sajaa rahe
Kehna kya chah rahe
ye na bata paa rahe
Aur koi bhi samjha nahi – (2.T repeat)
Ya shayad meri hi hai saari galti
Jo aaj tak koi mujhe samjha nahi
Logo se hain duriyaan bhi kaafi karli
Aur sach maano maine koi galti na kari.
(Verse1)
Koi kare baat dharam ki
To Koi kare baat bharam ki
To Koi tole jaat sanam ki
Main bas maanu baat karam ki
Soche raqam ye muft mili hai
Isliye jebein garam ki
Main kyun na bakun eso ko galiyan
Jo karte na baat marham ki
Fuck diss! chahe mat kahna lyrically great
Bas itna hi gaana log karein jo relate
Bas itna kamana roj karun celebrate
Bas itna hi khana mera bhar jaye pet
Roti nafrat se kamai nahi
Jalan meri maa ne sikhai nahi
Maine akkal se paisa kamaya
Paise se akkal ye kamai nahi.
(Pre-Chorus)
I feel nobody without me – (3.T repeat)
I just need myself!
(HOOK)
We feel like 90s
Jawaan hai saare
Aankhon mein duniya sajaa rahe
Kehna kya chah rahe
ye na bata paa rahe
Aur koi bhi samjha nahi – (2.T repeat)
Ya shayad meri hi hai saari galti
Jo aaj tak koi mujhe samjha nahi
Logo se hain duriyaan bhi kaafi karli
Aur sach maano maine koi galti na kari.
(Verse2)
Jab bhi karun,main dil ki baat
sab kehte “Samajhte Gaye”!
par koi samajhta nai..
Jab bhi karu bite kal ko yaad,
jhuth kahun ajtak ek aansu bhi jhalka nai
Jhuth bolta hun kabhi kabhi khud se ke
Naam ko dekhke duniya nai aati hai.
Jab janta hun sab hain galat
Meri jaan alag se tu kya banna chahti hai?
woah!!! ddd
I’m not making me to look right
But i’m taking you to best ride
Jahan saare hum khushnuma dikhte hain
Ghar wale bhi ye nahi jante hum karein fight
Kabhi khudse – Kabhi is duniya se
Dukh mile jitna hum kehte it’s all right
Kahi ghar wale kose na kehke ke sab kuch free hai like we have never paid a price.
(Pre-Chorus)
I feel nobody without me – (3.T repeat)
I just need myself!
(HOOK)
We feel like 90s
Jawaan hai saare
Aankhon mein duniya sajaa rahe
Kehna kya chah rahe
ye na bata paa rahe
Aur koi bhi samjha nahi – (2.T repeat)
Ya shayad meri hi hai saari galti
Jo aaj tak koi mujhe samjha nahi
Logo se hain duriyaan bhi kaafi karli
Aur sach maano maine koi galti na kari.