Koi Jaye Toh Leh Aaye Lyrics – Akasa & Aasa Singh
Song Koi Jaye Toh Leh Aaye Lyrics sung by Akasa & Aasa Singh. Music is given by The Boss and Lyrics written by Ayush Kapoor & Akasa.
Singer | Akasa & Aasa Singh |
Music | The Boss |
Song Writer | Ayush Kapoor & Akasa |
Koi Jaye Toh Leh Aaye Lyrics
Aankhon Mei
Aankhein Daal Ke
Karti Hoon Tujhse Sawaal Yeh
Puri Kyun Hoti Na Yeh Khwaahishein
De De Tu Mujhko Jawaab Yeh
Teri Laakh Duwaayein Maangi
Ab Hai Yeh Duhaayi Kahan Ki
Mere Pass Nahi Hai Tu Kyun
Kyun Pass Mere Tanhaayi
Mai Toh Piya Ki Gali
Mai Toh Piya Ki Gali
Jiya Bhool Aayi Re
Koi Jaaye Toh Le Aaye
Meri Laakh Duwaayein Paaye
Koi Jaaye Toh Le Aaye
Meri Laakh Duwaayein Paaye
Koi Jaaye Toh Le Aaye
Meri Laakh Duwaayein Paaye
Tu Hi Hai Neendon Khayaalon Mei
Dil Ke Sawaalon Jawaabon Mei
Dekhe Nazar Jo Bhi Tujhko Yeh
Bekhi Phire Woh Toh Raaton Mei
Laakhon Dilon Ka Nasha Hoon Mai
Jeene Ki Sabki Wajah Hoon Mai
Dekh Ke Dhadkan Jo Rukk Jaaye
Husn-e-haya Ki Balaa Hoon Mai
Kehde Jo Tu Tere Dil
Mei Hai Chupa
Toh Thamm Jaaye Afsaana
Mere Iss Dil Ka
Dil Ko Dil Se Na Itna
Lagaane Re
Mitt Jaaye Parwaana
Banke Iss Dil Ka
Mai Toh Piya Ki Gali
Mai Toh Piya Ki Gali
Jiya Bhool Aayi Re
Koi Jaaye Toh Le Aaye
Meri Laakh Duaayen Paaye
Koi Jaaye Toh Le Aaye
Meri Laakh Duaayen Paaye