Assi Chutki Nabbe Taal – Udit Narayan, Sudesh Bhosle
Singer | Udit Narayan, Sudesh Bhosle |
Music | Viju Shah |
Song Writer | Sameer |
Assi Chutki Nabbe Taal Lyrics
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
Kyu badke baiya
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
Ha hothwan beech jab kaini jaye
Baiya seede sawarg dikhaye
Hey hothwan beech jab kaini jaye
Baiya sidde sawarg dikhaye
Pagle kaan laga ke sun
Is mein hote kitne gun
Is mein hote kitne gun
Ha isko khane wala jhume
Jhume ha jhume
Are isko khane wala jhume
Baith ke sari duniya ghume
Ki dil me rahe na koi malal
Tu iss kaini ka dekh kamal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
Hey her mahfil mein
Rang jamaye e eh
Dushman ka band bajaye
Her mahfil me rang jamaye
Eh dushman ka band bajaye
Sabke sar pe chad ke bole
Band akal ki khidki khole
Band akal ki khidki khole
Ye na samjho ko samjhaye
Are ye na samjho ko samjhaye
Batke jano ko rah pe laye
Kisi ki ker di tedi chal
Tu is kaini ka dekh kamal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
Assi chutki nabbe taal
Ragad ke kaini muh mein daal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
To phir kaini ka dekh kamal
Tu is kaini ka dekh kamal