Bantai – Emiway Bantai
Singer | Emiway Bantai |
Music | Bass Mutant |
Song Writer | Emiway Bantai |
Bantai Lyrics
Haha sunn
Area mein phatke bhi lagate the
Ek samay Bantai
Ab bade huye dimaag se
Aur lade Bantai
Zindagi se aur khud ke dum pe
Aaj khade Bantai
Barvi tak shiksha liya
Achche se padhe Bantai
Angreji bhi apne
Hisab se hi chale Bantai
Maa baap ne woh sab dilaya
Jo jo jo jo mangtai
Bada gadha hua ghar se
Paisa kayeko mangtai
Agar sharam naam ki cheez hai
To phir samajh Bantai
Seedhiyan banao khud ki
Aur phir chadho Bantai
Main to media se door
Mat lado Bantai
Yede ki ginti mein nahi lena
Kisi ko Bantai
Koyi paise bacha ke
Paidal chal ke ja raha Bantai
Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6
Gaana ban taai
Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6
Gaana ban taai
Koyi ameer koyi gareeb
Koyi fakeer Bantai
Koyi lakeer se wazir
Koyi taqdeer se Bantai
Zaroorat ke mauke pe
Koyi na haazir hai Bantai
Do din ka pyar paale
Kheechenge tasveer yeh Bantai
Khud ki galti nai dikhti
Kisi ko sach hai Bantai
Sach bolega to ghoome yahan
Bach ke Bantai
Agar imaandari se jee rahe
To hakk hai Bantai
Jawab maangega to denge
Seedha rakh ke Bantai
Kismat nai Bantai
Yeh kudrat hai Bantai
Gaana banane ka 24 ghante
Latt hai Bantai
Tu ghalat hai Bantai
Ya phir sahi hai Bantai
Yeh baat jaanta hai khud tu
Tu nahi hai Bantai
Mujhe maza aa raha jeene mein
Sab mast hai Bantai
Bas bura laga dekh ke
Sab vyast hain Bantai
Koyi pyar nahi jata raha
Sab log phans gaye Bantai
Log hans ke lagate
Sirf maske Bantai
Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6
Gaana ban taai
Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4,5,6,6
Gaana ban taai chal
Mehnat karna seekho
Kaamyabi aayega apne aap
Dooston ko dekh ke jaloge
To khud ban jaoge rakh
Kholo aankh duniya mein
Pyar ki kami hai
Aage badhna seekho
Zindagi mein kyun wahi hai
Ghar pe papa aur mummy hain
Zindagi sahi hai meri
Ti bhi kar sakta hai
Panna palat jaake teri
Ghalat raasta leke
Badhne mein na lagti deri
Lekin aisi zindagi main
Insaan khush nahi rehta daily
True talk!
Hip hop ko sahi raaste pe
Leke jaate hain
Jab zaroorat hai tab
Sirf shot dete hain
Baaki time mein poori public ko
Apun achchi thought dete hain
Peace out hahaha