Do Mastane Chale Zindagi Banane Lyrics – Andaz Apna Apna
“Do Mastane Chale Zindagi Banane”is from the movie ‘Andaz Apna Apna’, Song is sung by S. P. Balasubrahmanyam, Debashish Das Gupta, music given by Tushar Bhatia and lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Singer | S. P. Balasubrahmanyam & Debashish |
Music | Tushar Bhatia |
Song Writer | Majrooh Sultanpuri |
Do Mastane Chale Zindagi Banane Lyrics
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Kisi haseena se, mahajabeena se
Kisi haseena se, mahajabeena se
Dil ko bachate huye akhiyan ladane
Akhiyan ladane
Bom, bom … bom bom
Bom, bom … bom bom
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Kisi haseena se, mahajabeena se
Kisi haseena se, mahajabeena se
Dil ko bachate huye akhiyan ladane
Bande sayane
Kahin toh koi hogi yaara
Rakhegi apna banake zara
Yaara, yaara, yaara, yaara, yaara
Bom, bom … bom bom
Marna hi pada uspe toh
Marenge jaan bachake zara
Zara, zara, zara, zara, zara
Bom, bom … bom bom
Kahin toh koi hogi yaara
Rakhegi apna banake zara
Marna hi pada uspe toh
Marenge jaan bachake zara
Wah be pyare, wah be pyare,
Wah be pyare wah
Wah be pyare, wah be pyare,
Wah be pyare wah
Chha gaye yaara, yaara
Bom, bom … bom bom
Bom, bom … bom bom
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Kisi haseena se, mahajabeena se
Kisi haseena se, mahajabeena se
Dil ko bachate huye akhiyan ladane
Bande sayane
Teer chale hai na kataari chale
Kaam hamara saara hota rahe
Hota rahe, hota rahe, hota rahe
Bom, bom … bom bom
Hingh lage na phitkari lage
Rang phir bhi chokha rahe
Chokha rahe, chokha rahe, chokha rahe
Bom, bom … bom bom
Teer chale hai na kataari chale
Kaam hamara saara hota rahe
Hingh lage na phitkari lage
Rang phir bhi chokha rahe
Wah be pyare, wah be pyare,
Wah be pyare wah
Wah be pyare, wah be pyare,
Wah be pyare wah
Chha gaye yaara, yaara
Bom, bom … bom bom
Bom, bom … bom bom
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Kisi haseena se, mahajabeena se
Kisi haseena se, mahajabeena se
Dil ko bachate huye akhiyan ladane
Bande sayane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Do mastane chale zindagi banane
Bande sayane aur naam ke deewane
Kisi haseena se, mahajabeena se
Kisi haseena se, mahajabeena se
Dil ko bachate huye akhiyan ladane
Bande sayane
Akhiyan ladane
Bande sayane
Akhiyan ladane