Ilzaam – Badshah
Singer | Badshah |
Music | Aditya Dev |
Ilzaam Lyrics – Badshah
Kal tak tha main sabka pyara
Aaj chor ban gaya
Gaana hit phir bhi
Inke liye shor ban gaya
Gande rap karne wala
Sellout whore ban gaya
Sahi banda hota tha
Par ab kuchh aur ban gaya
Bhai paise wala hai
Saare paid views hain
Badshah ne di donation
Hat fake news hai
24 ghante rahta high
Ek number ka nashedi
Stage par chadhne se pehle
Peeta grey goose hai
Saare culture ki maa bahan ek kar daali
Folk gaana sample karke mistake kar daali
Is’se achcha to woh dusra singer hota tha
Isne to bhai saari hadhein break kar daali
Inko nazron mein
Mera har ek gaana pit’ta hai
L*de jaisie shakal hai
Gainde jaise dikhta hai
Music copy karta hai
Fuddu rap likhta hai
10 saal industry mein
Aise koyi kaise tikta hai
Mujhe samjhao
Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyun ki mera naam hai
Yeh jaal bichhaya sareaam hai
Aaj mujh pe lage ilzaam hain
Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyun ki mera naam hai
Yeh jaal bichhaya sareaam hai
Aaj mujh pe lage ilzaam hain
Ab baat kuchh aise YouTube channel’on ki
Jinko mujhse kuchh zyada hi dikkat ho rakhi hai
Inko munh lagne ka koyi fayada na laga mujhe
Isiliye inki itni himmat ho rakhi hai
Facts jaane bina gaali pe gaali wah
Badshah to ek dum jaali hai jaali wah
Gaane flop hain phir bhi saari jagah No 1
Iss baat pe to banti hai taali wah
Upar khali kya ya phir goon hai
Ya bas paison ke liye hi khulta munh hai
Chor main nahi chor tu hai
Tere munh aur kaam dono pe hi thu hai
Naam kamaya kyun ki kari maine mehnat
Aaj jo bhi hoon main upar wale ki hai rehmat
Chehre pe hansi hai dil mein dard hain hazaar
Marke bhi maza degi tumhein meri mazaar
Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyun ki mera naam hai
Yeh jaal bichhaya sareaam hai
Aaj mujh pe lage ilzaam hain
Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyun ki mera naam hai
Yeh jaal bichhaya sareaam hai
Aaj mujh pe lage ilzaam hain