INSAAN LYRICS – Mc Stan
Hindi song INSAAN LYRICS sung by Mc Stan. Music and Lyrics also given by Mc Stan.
Singer | Mc Stan |
Music | Mc Stan |
INSAAN Lyrics
( VERSE – 1 )
Tera nai malum lekin mein ,
mein INSAAN
Kuch log toh bhool gaye apun shaitaan ,
nai hai insaan
Sab insaan khush the uss waqt pe , Jab nai tha paisa
Mein bhi ek insaan hai , woh bhi same tere jaisa
Kisko nai malum insaan , kaise aaya iss dharti pe
Tu aaya iss duniya mei , par jayega kiski marzi se
Khuda ne bhi socha hoga , kisko banaya galti se
Phele k log kyu , Door rehneke ladki se
Pheli bar jab sunna , maine wayne
Mere pas nai paise the bro , woh time pe
Bajrela mein kuch toh deep , tu fuckin dhyaan de
Kitna log ka ghar chalrela , mere naam pe
Nai ayega pyaar tere saath mei , nai ayegi dosti
Meku 2 gaaz zameen chahye , daffan hone k liye broski
Tu bolta jhoot , lekin mein nai boltaaaaaaa
Mein karta sajda , Tu karta gunnaaaaaaaa
“ HOOK “
Insaan ko kuch dikhra nai , sirf dekhre paise
Yeh paiso k waja se , hogaye humlog kaise
Ek insaan ek insaan ko marra , aur sablog dekhre
Upar wale ne zaaban diya , isleye kuch bhi bolre
Insaan ko sirf paise chahaye , aur shayad se fame
Mein samjhra tha insaan ko , Par janwar ne samjha mera pain
Khuda se bada banna chahta hai broooo , kyu tu
Mein act aisa karta jaisa , mein abhi theek hu
( VERSE – 2 )
Tum poori zindigi bhar dhoondege , yaha pe kon hai real
Tu bhi ek insaan , Mein bhi hai insaan
isleye hota feel
Apun sab hai ek energy , jisko bolte apun rooh aur dil
Conscious aur sub conscious Mind k saath mein , karta deal
Rota nai mein , rota dil
Nai hora meko , kuch bhi feel
Din nikalra mein , kha k pill
Yeaahh !! yeaaaaaah
dukha mat tu , kiska dil
Mein god ko , leke aata fir
Meko mil ya , maut ko mil
Yeahhhhh !!! Yeaaaaaah
Mein likhrela kuch toh deep , isleye sab mere fan hai
Mera nai karra kuch , yeh sab god ka plan hai
Mein bharosa karneka , kyuki tu bhi ek insaan hai
Mein bechna soul chahata khuda ko , mein tentacion hai