Is Deewane Ladke Ko – Aamir Khan, Alka Yagnik 

Is Deewane Ladke Ko Lyrics - Sarfarosh

Singer Aamir Khan, Alka Yagnik
Music Jatin – Lalit
Song Writer Sameer

Is Deewane Ladke Ko Lyrics

Arz Hai
Dava Bhi Kaam Na Aaye
Koi Dua Na Lage
Dava Bhi Kaam Na Aaye
Koi Dua Na Lage
Mere Khuda Kisi Ko
Pyaar Ki Hawa Na Lage
Aadab

Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Ye Ghabraye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane
Kyun Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyun Ye Ghabraye
Rang Na Dekhe Roop Na Dekhe
Ye Jawani Ki
Dhoop Na Dekhe

Arz Hai
Kuch Majhnoo Bane Kuch Ranjhaa Bane
Kuch RomeoKuch Farhaad Hue
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein
Jaane Kitney Barbaad Hue
Woh Dekho

Ishq Mein Iske
Baanwari Hoon MainYe Bhalaa Hai To
Kya Buri Hoon MainYe Ladka Hai Phir Bhi
Jaane Kyun Sharmayee Jaane Kyun Sharmayee
Hai Sharmayee
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyun Ye Ghabraye
Jaanti Hoon MainYe Tadapta Hai
Pyaar Mein IskaDil Dhadakta Hai

Jise Dekho
Dil Ki Dhun Hi Ramata Hai
Are Ye Mandir Nahin Hai
Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Keh Do
Kahin Aur Jayein
Mera Dil Hai Dil
Dharamshala Nahin Hai

Ye Akele Mein
Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se
Ye Kyoon Darta Hai
Sach Kuch Bhi Boley Na
Jhoothi Baat Banaye Jhoothi Baat Banaye
Haan Banaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye

Phool Khilte Hain
Baharon Ka Samaa Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To
Pyaar Jawan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko
Hothon Se Nahin Kehte
Ye Fasana To
Nigahon Se Bayan Hota Hai