Khoya Khoya Chand – Mohammed Rafi Lyrics

Khoya Khoya Chand Lyrics - Mohammed Rafi

Singer Mohammed Rafi
Music S D Burman
Song Writer Shailendra

Khoya Khoya Chand Lyrics

O ho ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi

Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh ho ho, khoya khoya chaand

Taare chale, nazaare chale
Taare chale, nazaare chale
Sang sang mere woh saare chale
Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke toh ho jaao

O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh ho ho, khoya khoya chaand

Hum mit chale jinke liye
Hum mit chale hain jinke liye
Bin kuch kahe woh chup chup rahe
Koi zara yeh unse kahe
Na aise aazmaao

O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh ho ho, khoya khoya chaand

Oh ho ho.. masti bhari hawa jo chali
Masti bhari hawa jo chali
Khil khil gayi, yeh dil ki kali
Mann ki gali mein hai khalbali
Ke unko toh bulaao

O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh ho, khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
Khoya khoya chaand
khoya khoya chaand

Khoya Khoya Chand Khula Aasman…Kala Bazar (1960)

Film:Kala Bazar

Singer:Mohammed Rafi

Lyricist:Shailendra

Music Director:S D Burman

Film cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Nanda, Vijay Anand

Film Director:Vijay Anand